lovely so much my 3 to 4 wash is seriously my my hair is very smooth
love this product Maine itne sare apni life mein product use kiye Hain but Maine mahange se mahange product use kiye Hain Jo online mein dikhate the vah main karti thi mangwa leti thi but seriously I love love you this product main itne salon se itne sare product Badal chuki hun mujhe meri skin itni sensitive hai ki mujhe kuchh suit nahin karta hai but literally hair se lekar face Tak iske pure product lajawab hai I love u