AAjay TirkeyVerified purchase
Mujhe to iska designe and look mast lga comfortable bhi hai hlka bhi aur to aur all-rounder bhi hai aap log ise har tarah se use kar sakte ho office sports party. offer mein 1000 se 1300 ke under value for money hai aap ise buy kr sakte hai look designe fitting hight quality A-one hai... fantastic all things
